Digital Sign
Digital Sign Kya Hai
Degital sign kya hota hai ?
Degitial sign ek par ka password hai jo aapke login ko secure karta hai. Digital sign ek pendrive me hota hai jisko computer me lagne pr hi aap website pr login kar sakte hai.
Digital sign banbane ke lie aapko kisi CA ya jo market me Digital Sign Certificate banata hai usse banbna apdta hai.
Iski kimat Rs. 1500- 2500 tak ho sakti hai. Digital sign class 2 or class 3 ka bnata hai jisme aapko class 2 ki hi jarurat hogi.
Samay Bhasa me isko DSC bhi khte hai. Railway में टेंडर कैसे ले। Railway में रजिस्ट्रेशन कैसे कराये।
This Vedio Click Here – Youtube Video
This Vedio Click Here – Youtube Video
Type of DSC |
Digital Sign Kya Hai run kaise karte hai
Step: 1
digital signko run karane ke liye aapko sabse pahle jo DSC ki pendrive mili hai . Usko aapko apne computer ya laptap me lagana hota hai.
DSC 1 |
Step: 2
Iske baad aapko apni e tender ki site pr jana hoga. Appko apna login open karna hoga jis email id se aap ne registration kiya tha us <email id> aur <password> ke sath aapko login krna hai.
DSC 2 |
Isme jo pup up show ho rha hai is par aapko <Yes> pr Click karna hai jisse site open ho jaiyegi. Jaisa Image DSC-3 me show ho rha hai.
DSC 3 |
Step: 3
Login karne ke baad aapke sane niche di gyi image ki tarah se site open hogi.Jisme ek pup-up show hoga jisko yes kr dena hai. Aapko is pup up ne <RUN> par click karna hai .
Run pr click karne ke baad aapki tab aage uoen ho jaiyegi aur ye pup up hat jaiyega. iske niche image ko dekhe.
DSC 4 |
Step: 4
Pupup ko click karne ke baad aapko window DSC-5 ki tarah open hogi. jisme ek taraf <Logout> avm dusri taraf <Login> dikhega. Aapko login pr click karna hai.
jis pr image DSC-5 me red mark kiya hua hai. Digital Sign Kya Hai
DSC 5 |
Step: 5
Iske baad window DSC-6 ki tarah open hogi. jisme aapko ek pupup dubra se show hoga jo password magega.
Dhyan se aapne DSC ka Password dalna hai. Ye Password aapko jisne DSC bnake diya hoga usse milega. Ye kuch bhi ho sakta hai.
Password dalne ke baad < OK> press karna hai.
DSC 6 |
Step: 6
Password dane ke baad aapka digital signature run kar jaiyega aur aap ek nayi tarah ki window me login ho jaiyege. Is login pr aapka desboard open hoga jisme aapki account ki detail GST ki detail aur DSC ki detail hogi. Digital Sign Kya Hai Digital Sign Kya Hai
|
DSC 7
Digital Sign Run Na Hone pr kya kare :
Agar aapka digital sign computer ya laptop me lagane ke baad run nahi hota hai to iske liye aapko aapne digital sign ko check karna hoga.
Digital sign ya digital pen drive ko lga ke uski validity chek kar lijiye ki vo expire to nahi ho gya hai.
Digital sign ko check karne ke baad aapko java setting open karna hai. Degital Sign aapka Java ki setting chalta hai. agar aapki java ki setting thik nahi hogi to aapka digital sign pendrive run nahi karegi.
Isliye aapke Degital Sign karne ke liye aapni java setting ko ache se dekh sakte hai.
Java ki setting ke liye mai ek alag se post likhuga jisse aapko Java JRE ki setinng me dikkt na ho aur aap java ki setting thik se kar sake. Digital Sign Kya Hai
1. Aap Degital Sign ki Pendrive ko covered me rakhe barna pendrive kharb ho sakti
hai.
2. Pandrive ki ko bhi na de kyuki usme aapki jaruri jamkari jaise GST No.,
Regitration No., Company Profile jaisi jankari hoti hai.
3. Pen Drive ko nikale se pahle window ya web page ko logout kar de.
4. Digital sign ka password share na kare.
5. Digital Sign kho jane pr turant cencle kra de aur naya digital sign le le.
E Tender के बारे में आपको और बहुत जान सकते है या जायदा पड़ने के लिए नीचे क्लिक करे
This Topic Playlist YouTube Click Here
|
Nice sir
sir mai apane pc pe DSC run nahi kara pa raha hu kya karu